Krishna Bhajans-jai Kanhiya Lal Ki



Hey anand umang bhayo

Jai ho nand lal ki

Nand ke anand bhayo

Jai Kanhiya lal ki



Hey Braj mein anand bhayo

Jai Yashoda lal ki

Nand ke anand bhayo

Jai Kanhiya lal ki



Hey anand umang bhayo

Jai ho nand lal ki

Gokul ke anand bhayo

Jai Kanhiya lal ki



Jai Yashoda lal ki

Jai ho Nand lal ki

Hathi, ghoda, palki

Jai Kanhiya lal ki



Jai ho Nand lal ki

Jai Yashoda lal ki

Hathi, ghoda, palki

Jai Kanhiya lal ki



Hey anand umang bhayo

Jai Kanhiya lal ki

Hey koti Brahmand ke

Adhipati lal ki

Hathi, ghoda, palki

Jai Kanhiya lal ki



Hey Gaune charane aaye

Jai ho Pashupal ki

Nand ke anand bhayo

Jai Kanhiya lal ki



Anand se bolo sab

Jai ho Braj lal ki

Hathi, ghoda, palki

Jai Kanhiya lal ki



Jai ho Braj lal ki

Pawan Pratipal ki

Hey Nand ke anand bhayo

Jai ho Nand lal ki

 

Posted By : Vinod Jindal on Jul 07, 2011
You Tube Videos
Krishna Bhajans-Jai Kanhiya lal ki
Added By : Vinod Jindal On Jul 07, 2011
 


 
 

© 2024 Holydrops. All Rights Reserved