Anup Jalota-aisi Lagi Lagan



Hai Aankh woh jo Shaam ka drashan kiya kare,

Hai seesh jo prabhu charan me vandan kiya kare,

bekar woh mukh hai jo rahe vyath bato main,

mukh woh hai jo hari naam ka sumiran kiya kare,



heera moti se nahi sobha hai haath ki,

hai haath jo bhagwaan ka poojan kiya kare,

mar kar bhi amar hai naam us jiv ka jag main,

prabhu prem main balidan jo jeevan kiya kare



" Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan

Wo to gali-gali hari guna ganne lagi

Mehlo mein pali, ban ke jogun chali

Meera rani divani kahane lagi

Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 2



Koi roke nahi, koi toke nahi

Meera govinda gopal-e ganne lagi

Baithi santon ke sang, rangi mohan ke rang

Meera premi pritam ko manane lagi



Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan

Wo to gali-gali hari guna ganne lagi

Mehlo mein pali, ban ke jogun chali

Meera rani divani kahane lagi

Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 2



Rana ne vish diya, mano amrit piya

Meera sagar mein sarita samane lagi

Dukh-e lakhon sahe, mukse govind kahe

Meera govinda gopal-e ganne lagi



Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan

Wo to gali-gali hari guna ganne lagi

Mehlo mein pali, ban ke jogun chali

Meera rani divani kahane lagi

Aisi lagi lagan, meera ho gayi magan - 3"

Posted By : Vinod Jindal on Jul 08, 2011
You Tube Videos
Aisi Lagi Lagan
Added By : Vinod Jindal On Jul 08, 2011
 


 
 

© 2024 Holydrops. All Rights Reserved